Your Ad Here

Thursday, January 1, 2009

The CUPPY CAKE Song

A very special friend of mine told me to hear this song...
immediately downloaded it...
very Cute song and very lovely too...
Loved this song...
thanx for telling me about it.

You're my Honeybunch, Sugarplum
Pumpy-umpy-umpkin, You're my Sweetie Pie
You're my Cuppycake, Gumdrop
Snoogums-Boogums, You're the Apple of my Eye
And I love you so and I want you to know
That I'll always be right here
And I love to sing sweet songs to you
Because you are so dear.

ye na socha tha kabhi ...

i love this song....awsum wordings...

ruth ke hamse kahin
jab chale jaoge tum
ye na socha tha kabhi
itne yaad aaoge tum
main toh na chala tha kabhi
do kadam bhi tumhare bin
fir bhi mera bachpan
ye na samjha har din
chhod ke mujhko
jab chale jaoge tum
ye na socha tha kabhi
itne yaad aaoge tum
dekho mere aansu
yahi karte hain pukaar
aao chale aao
mere dost mere yaar
pochhne aansu mere
kya nahi aaoge tum
ye na socha tha kabhi
itne yaad aaoge tum

tumhe ho na ho

another fav. song of mine...

tumhe ho na ho mujhko toh
itna yakin hai
mujhe pyar tumse
nahi hai nahi hai
phir bhi jo tum door
rehte ho mujhse
toh rehte hain dil pe
udaasi ke saye
kabhi dil mein hai mere
andhere ka ye gam
kabhi man mein hai mere
tum ho samaye
magar phir bhi iss baat ka
mujhko yakin hai
muhe pyar tumse
nahi hai nahi hai

sath tum ab jo nahi ...

written in my exam times...

kuch ye tumse hai khusbuyein dhal gayi
sath tum ab jo nahi
kuch kam roshan hai roshni
kuch kam geeli hain baarishein
tham sa gaya hai ye waqt aise
tere liye hi thehra ho jaise
sath tum ab jo nahi

saat samandar paar ...

saat samandar tere mere beech mein
fir bhi jude hain kisi dhaage se ham
teri yaadon mein lagte hain
apne aap se hi bhage se ham
chal le chalu tujhe uss jahan mein
jaha na ho janmo ka bandhan
na samay ki ho bediyan
jaha ho sake hamara sangam

koi khaas nahi !!!

ye poem toh aam ho gayi hai ab...
jahan dekho bas yahi poem sunayi deti hai...
even in RAKHI KA SWAYAMVAR....
waha bhi kisi ne suna di Rakhi ko...


puche jo koi tumse mere bare mein

toh keh dena koi khaas nahi
dost hai bas ek mera wo
dil ke wo itna paas nahi
subah aur shaam hai meri uss se
par wo mere dil ki talaash nahi
puche jo koi tumse mere mere bare mein
toh keh dena koi khaas nahi
jeeti nahi hu kewal uss ke liye
aur jane se uske dil udaas nahi
ek dost hai kachcha pakka sa
ek sapna aadha sachcha sa
aata hai mere khwabon mein wo
par rehta dil ke paas nahi
puche jo koi tumse mere mere bare mein
toh keh dena koi khaas nahi

kaha ho tum ???

roya shama hai ye
royi hai ye raatein
kaha ho tum
kaha hain tumhari wo baatein
wo hamaara baarish mein bheegna
mujhe yaad aata hai
wo tumhara julphon se khelna
mujhe yaad aata hai
jab se tum chali gayi ho
ruth ke mere jahan se
na bhaye hai mujhe ab
ye sawan ye barsaatein
kaha ho tum
kaha hai tumhari wo baatein

Ab batao !!!

not a poem exactly...
heard on FM....


ghar ke sare dareeche,sare raste band kardein

aur usi ghar mein sirf main aur tum ho
ye jo pedo pe kisi ne apna naam likh rakha hai
ise mita ke apna naam likh dein
jin khwabo mein ham milte hain hamesha
unn khwabo ko yaha le aayein ham
cheekh cheekh kar duniya ko keh dein
ab batao kya bigaad loge !!

Listen...

http://hebelek.org/~arzu/su/listen_v2_IMG_0006_bw.jpg

inspirational words

Just because something is easy to measure doesn't mean it's important.
Seth Godin
Never doubt that a small group of thoughtful, committed citizens can change the world. Indeed, It is the only thing that ever has.
Margaret Mead
People are, if anything, more touchy about being thought silly than they are about being thought unjust.
E. B. White
Selling to people who actually want to hear from you is more effective than interrupting strangers who don't.
Seth Godin
Take away my people, but leave my factories, and soon grass will grow on the factory floors. Take away my factories, but leave my people, and soon we will have a new and better factory.
Andrew Carnegie

happy new year 2009

New Year

  © Abhishek Upadhayay 'Ultimatum' by http://experience-with-life.blogspot.com 2008

Back to TOP